Duniya Ka Musafir - Junaid Jamshed
С переводом

Duniya Ka Musafir - Junaid Jamshed

Год
2014
Язык
`Engels`
Длительность
319980

Hieronder staat de songtekst van het nummer Duniya Ka Musafir , artiest - Junaid Jamshed met vertaling

Tekst van het liedje " Duniya Ka Musafir "

Originele tekst met vertaling

Duniya Ka Musafir

Junaid Jamshed

Оригинальный текст

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Dunya bani hai jab se (x2)

Laakhon karoro aaye (x2)

Baaqi raha na koi

Mitti mein sab samaaye (x2)

Is baat ko na bhulo

Sab ka yahi hashr hai

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Aankhon se tu ne apni

Kitne janaaze dekhe (x2)

Haathon se tu ne apne

Dafnaaye kitne murday (x2)

Anjaam se tu apne

Kyun itna bekhabar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Makhmal pe sonay waale

Mitti mein so rahe hai (x2)

Shaaho gada barabar

Ek saath so rahe he (x2)

Dono huwe baraaber

Yahi maut ka asar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Ye aali- shaan bunglay

Kuch kaam ke nahi hai (x2)

Ye oonchi oonchi imaarat

Kuch kaam ki nahi he (x2)

Do gaz zameen ka tukra

Chota sa tera ghar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Mitti ke putle tujh ko

Mitti mein he sumaana

Ek din he tu ke aaya

Ek din he tujh ko jaana

Rehna nahi he tujh ko

Jaari tera safar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Do din ka ye safar hai

Перевод песни

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Dunya bani hai jab se (x2)

Laakhon karoro aaye (x2)

Baaqi raha na koi

Mitti mein sab samaaye (x2)

Is baat ko na bhulo

Sab ka yahi hashr hai

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Aankhon se tu ne apni

Kitne janaaze dekhe (x2)

Haathon se tu ne apne

Dafnaaye kitne murday (x2)

Anjaam se tu apne

Kyun itna bekhabar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Makhmal pe sonay waale

Mitti mein so rahe hai (x2)

Shaaho gada barabar

Ek saath dus rahe hij (x2)

Dono Huwe Baraaber

Yahi maut ka asar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Ye aali-shaan bunglay

Kuch kaam ke nahi hai (x2)

Ye oonchi oonchi imaarat

Kuch kaam ki nahi he (x2)

Do gaz zameen ka tukra

Chota sa tera ghar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Mitti ke putle tujh ko

Mitti mein he Sumaana

Ek din he tu ke aaya

Ek din he tujh ko jaana

Rehna nahi he tujh ko

Jaari tera safar he

Dunya ke ae musafir

Manzil teri qabar hai

Tay kar raha he jo tu

Doe ka ye safar hai

Meer dan 2 miljoen songteksten

Liedjes in verschillende talen

Vertalingen

Hoogwaardige vertalingen in alle talen

Snel zoeken

Vind binnen enkele seconden de teksten die je nodig hebt